Aaja Re Sathiya Lyrics

Aaja Re Sathiya Lyrics Lyrics

“Aaja Re Sathiya” Song Details:

Movie: Rani Aur Maharani
Singer(s): Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyricist(s): Dilip Tahir
Composer(s): Jeetu, Tapan
Music Director(s): Jeetu, Tapan
Genre(s): Romantic
Director(s): Kanti Shah
Music Label: © Unique Cassettes
Starring: Ravi Kissen, Damin, Mukesh Khanna, Shiprada, Kiran Kumar, Jogindra

O mitwa mitwa mitwa
Aaja re aaja re sathiya sathiya

Dil ki dhadkan mein hai tu sajna
Chahat ke aangan mein tu sajna
Maine chaha tujhe maine pooja tujhe
Man ke mandir mein hai tu hi tu sajna
Dil ki dhadkan mein hai tu jane ja
Chahat ke gulshan mein tu jane ja
Maine chaha tujhe maine pooja tujhe
Meri sanso ki sargum mein tu jane ja
Dil ki dhadkan mein hai tu sajna
Chahat ke gulshan mein tu jane ja

Jab se tum mil gae zindgi mil gai
Zindgi mil gai har khusi mil gai
Har janam mein mere sajna
Teri main banke rahu
Har janam mein mujhe ek hi kam ho
Mere hotho pe hardam tera nam ho
Tu nazar hai tu jigar hai
Tu hai meri humsafar
Aankho mein sanso mein tu sajna
Khwabo khyalo mein tu sajna
Dil ki dhadkan mein hai tu jane ja
Chahat ke gulshan mein tu jane ja

Chal kahi apni basti basa le sanam
Pyar ke gaav mein ghar bana le sanam
Ruthe dunia chute duniya
Na ruthna tu sanam
Pyar ka deep jalta hai jalta rahe
Silsila pyar ka yuhi chalta rahe
Tu mera sapna tu mera apna
Tu pyar ka hai khuda
Phulo baharo mein tu jane ja
Sare nazaro mein tu jane ja
Dil ki dhadkan mein hai tu sajna
Chahat ke aagan mein tu sajna
Dil ki dhadkan mein hai tu jane ja
Chahat ke gulshan mein tu jane ja
Maine chaha tujhe maine pooja tujhe
Man ke mandir mein hai tu hi tu sajna
O ho..o ho..ha..o ho…

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top