“Abba Abba Haye Tauba” Song Details:
| Movie: | Eent Ka Jawab Patthar |
| Singer(s): | Preeti Sagar |
| Lyricist(s): | Naqsh Lyallpuri |
| Composer(s): | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Music Director(s): | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Pachhi |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Adil Aman, Neeta Mehta, Premnath, Om Parkesh, Ajit, Amjad Khan |
Abba abba haye tauba main teri
Baaton me na aaungi kabhi
Abba abba haye tauba main teri
Baaton me na aaungi kabhi
Abba abba
Tu meri resham si julfo se khelega
Galo ko chumega baahon me le lega
Are are abba abba
Abba abba haye tauba
Mai teri baaton mein na aaungi kabhi
Abba abba haye tauba
Mai teri baaton mein na aaungi kabhi
Abba abba
Juru juru ha juru juru
Dil se dil milne de baki sab jaane de
Jismon ke milne ka mausam to aane de
Abba abba
Abba abba haye tauba
Main teri baaton mein na aaungi kabhi
Abba abba haye tauba
Main teri bnaato mein na aaungi kabhi
Abba abba
Chhod mujhe deewane warna main ro dungi
Tu mujhko kho denga main tujhko kho dungi
Abba abba
Abba abba haye tauba
Main teri baaton mein na aaungi kabhi
Abba abba haye tauba
Main teri baaton mein na aaungi kabhi
Abba abba.


