“Apni Yaadon Ko” Song Details:
| Movie: | Pyaar Ishq Aur Mohabbat |
| Singer(s): | Shaan |
| Lyricist(s): | Anand Bakshi |
| Composer(s): | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) |
| Music Director(s): | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Rajiv Rai |
| Music Label: | © Tips Music |
| Starring: | Arjun Rampal, Kirti Reddy, Suniel Shetty, Aftab Shivdasani, Monica Bedi |
| Release on: | 3rd August, 2001 |
Apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaado ko tod na jaana
Jaana main hoon tera
Deewana deewana
Aashiq pehla purana
Apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaado ko tod na jaana
Jaana main hoon tera
Deewana deewana
Aashiq pehla purana
Jaise tune toda mera dil
Tera dil tutega
Jaise tune toda mera dil
Tera dil tutega
Tera haathon se bhi
Kisi ka daaman chutega
Yaad rakhna oh bekadar
Bekhabar bewafa
Saari rasmo ko chhod na jaana
Apni kasmo ko tod na jaana
Jaana main hoon tera
Deewana deewana
Aashiq pehla purana
Mere baad ab kis
Ko barbaad karegi
Mere baad ab kis
Ko barbaad karegi
Meri tarah tu bhi ek
Din faryaad karegi
Yaad rakhna oh be adab
Be samaj be imaan
Aise apno ko chhod na jaana
Mere sapno ko thod na jaana
Jaana main hoon tera
Deewana deewana
Aashiq pehla purana
Apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaado ko tod na jaana
Jaana main hoon tera
Deewana deewana
Aashiq pehla purana.


