Armaan Dil Ke Lyrics

Armaan Dil Ke Lyrics Lyrics

“Armaan Dil Ke” Song Details:

Album/Label: Love-Ology (1997)
Singer(s): Shaan
Composer(s): Ram Sampath
Music Director(s): Ram Sampath
Genre(s): Playful
Music Label: © Sony Music

Armaan dil ke dil mein na reh jaaye
Humdum sapne aasnu
Ban ke na beh jaaye humdum
Koi mera nahin apna
Koi nahin jaane mera gham
Kaise mein akele jiyunga
Jaane ji se niklega kab mera gham
Jab teri yaad har kadam pe mujhko aayegi
Phir ek aawaz har kahin lehrayegi
Armaan dil ke dil mein na reh jaaye
Humdum sapne aasnu
Ban ke na beh jaaye humdum

Raato raato karwton mein
Aankho aankho mein bete har pal
Ssanso mein hain kaisi garmiyaan
Sine mein mere jaane kyun halchal
Mein kya karun dil lage na
Gham yeh jaaye na
Dil mera pyaar wo khushi kya paayega

Armaan dil ke dil mein na reh jaaye
Humdum sapne aasnu
Ban ke na beh jaaye humdum
Koi mera nahin apna
Jaane ji se niklega kab mera gham
Koi nahin jaane mera gham
Kaise mein akele jiyunga
Armaan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top