Dekho Ji Raat Ko Julam Ho Gaya Lyrics

Dekho Ji Raat Ko Julam Ho Gaya Lyrics Lyrics

“Dekho Ji Raat Ko Julam Ho Gaya” Song Details:

Movie: Be-Imaan
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Verma Malik
Composer(s): Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director(s): Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Genre(s): Playful
Director(s): Sohanlal Kanwar
Music Label: © Saregama
Starring: Manoj Kumar, Raakhee, Premnath

Dekho ji raat ko julam ho gaya
Ungali dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud
So gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya
Ungali dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud
So gaya khud so gaya
Khud so gaya dekho ji
Raat ko julam ho gaya

Julfo ko chheda aachal udaya
Baaho ko chhua mujhko sataya
Deke bharose deke dilaase
Dard uthake aag lagake
Aankhe milake ye sitam ho gaya
Haye haye ungali
Dabake haye chhankake
Mujhko jagake jaane khud
So gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya

Meri hai galati meri naadani
Samajhi naa teri main beimaani
Aisa naa dekha chor anokha
Pyar ka waada waade mein dhoka
Puchhe bina hi mera dil le gaya
Ungali dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud
So gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya

Meri adaye hai mastani mujhko
To chaahe duniya deewani
Dekha jo usko hui hairani
Buddhe pe dekho aa gayi jawani
Buddhe ko tauba
Tauba ye kya ho gaya
Are are are ungali
Dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud
So gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya
Ungali dabake haye chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud so gaya
Khud so gaya dekho ji
Raat ko julam ho gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top