“Dekhta Hai Kya” Song Details:
| Movie: | Jangal Mein Mangal |
| Singer(s): | Asha Bhosle |
| Lyricist(s): | Gopaldas Saxena (Neeraj), Hasrat Jaipuri |
| Composer(s): | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Music Director(s): | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Rajendra Bhatia |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Kiran Kumar, Reena Roy |
| Release on: | 27th December, 1972 |
Dekhta hai kya dekhta hai kya kya kya
Paas mere aa aa aa aa na
Dekhta hai kya paas mere aa
Apna kisi ko bana baki sab bhul ja
Apna kisi ko bana baki sab bhul ja
Dekhta hai kya
Pyar padha pyar likha
Pyar nahi kisi ne kiya
Dil na liya are dil na diya
Dunia me wo khak jiya
Dekhta hai kya dekhta hai kya kya kya
Paas mere aa aa aa aa na
Dekhta hai kya paas mere aa
Apna kisi ko bana baki sab bhul ja
Dekhta hai kya
Are hotha jhuka jam utha
Aag laga aag bujha
Meri ada tera nasha
Dono mile tab hai maja
Dekhta hai kya dekhta hai kya kya kya
Paas mere aa aa aa aa na
Dekhta hai kya paas mere aa
Apna kisi ko bana baki sab bhul ja
Dekhta hai kya
Ek kadam age badha hatho me le hath mera
Jhumke tu jhumke ga
Chhod de shram chhod haya
Dekhta hai kya dekhta hai kya kya kya
Paas mere aa aa aa aa na
Dekhta hai kya paas mere aa
Apna kisi ko bana baki sab bhul ja
Apna kisi ko bana baki sab bhul ja
Dekhta hai kya.


