“Gham Aur Khushi Ke” Song Details:
| Movie: | Jahan Pyar Mile (1969) |
| Singer(s): | Mohammed Rafi |
| Lyricist(s): | Hasrat Jaipuri |
| Composer(s): | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Music Director(s): | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Lekh Tandon |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Shashi Kapoor, Hema Malini, Nadira |
| Release on: | 1st June, 1969 |
Gham aur khushi ke
Pahiye chalte rahenge hardam
Jiske jawaa irade
Uske hai dono aalam
Gham aur khushi ke
Pahiye chalte rahenge hardam
Jiske jawaa irade
Uske hai dono aalam
Chale jaa chale jaa chale jaa
Jaha pyar mile jaha pyar mile
Chale jaa chale jaa chale jaa
Jaha pyar mile jaha pyar mile.


