Hum Tum Aur Yeh Nasha Lyrics

Hum Tum Aur Yeh Nasha Lyrics Lyrics

“Hum Tum Aur Yeh Nasha” Song Details:

Movie: Shaukeen (1982)
Singer(s): Chirashree Bhattacharya, Sapan Chakraborty
Lyricist(s): Yogesh Gaud
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Sharaabi
Director(s): Basu Chatterjee
Music Label: © Universal Music
Starring: Ashok Kumar, Mithun Chakravorty, Rati Agnihotri
Release on: 16th April, 1982

Hum tum aur yeh nasha
Sochana kya hai bhala bura
Aa gaya aaj to bada maza
Ho hum tum aur yeh nasha
Sochana kya hai bhala bura
Aa gaya aaj to bada maza

Aaj na hosh rahe dil madhosh rahe
Aaj na hosh rahe dil madhosh rahe
Lage shama ye khawabo sa
Sochana kya hai bhala bura
Aa gaya aaj to bada maza
Ho hum tum aur yeh nasha
Sochana kya hai bhala bura
Aa gaya aaj to bada maza

Jaisa dil ne kaha waisa humne kiya
Jaisa dil ne kaha waisa humne kiya
Jisme hamari kya hai khata
Sochana kya hai bhala bura
Aa gaya aaj to bada maza
Ho hum tum aur yeh nasha
Sochana kya hai bhala bura
Aa gaya aaj to bada maza

Man ye mera dole mujhse ye bole
Man ye mera dole mujhse ye bole
Aaj ka din hai masti ka
Sochana kya hai bhala bura
Aa gaya aaj to bada maza
Ho hum tum aur yeh nasha
Sochana kya hai bhala bura
Aa gaya aaj to bada maza.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top