Kal Ka Raja Aaj Bhikari Lyrics

Kal Ka Raja Aaj Bhikari Lyrics Lyrics

“Kal Ka Raja Aaj Bhikari” Song Details:

Movie: Ustad Pedro (1971)
Singer(s): Asha Bhosle, Manna Dey
Lyricist(s): Asad Bhopali
Composer(s): C. Arjun
Music Director(s): C. Arjun
Genre(s): Philosophical
Director(s): Chand
Music Label: © Saregama
Starring: Kundan, Sheikh Mukhtar, Jeevan, Helen

Kal ka raja aaj bikhari
Dekho samay ki shan
Kal ka raja aaj bikhari
Dekho samay ki shan
Baba samay bada balwan
Samay bada balwan
Baba samay bada balwan
Kal ka raja aaj bikhari
Dekho samay ki shan
Baba samay bada balwan
Samay bada balwan
Baba samay bada balwan

Jhuth daga chal aur kapat ke
Jal biche hai raho mein
Daya dharam ko chhod ke dunia
Mast hai aaj gunaho mein
Sach or jhuth parakhne wali
Sach or jhuth parakhne wali
Aankhe hai hairan
Aankhe hai hairan
Baba samay bada balwan
Samay bada balwan
Baba samay bada balwan

Dhan daulat ka nahi bharosha
Chzi ye aani jani hai
Hamko bhi kuchh dete jao
Sari dunia pani hai
Kal aayega kam tumhare
Kal aayega kam tumhare
Aaj karo kuchh dan
Aaj karo kuchh dan
Baba samay bada balwan
Samay bada balwan
Baba samay bada balwan
Samay bada balwan
Baba samay bada balwan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top