Jigar Ka Dard Badhta Lyrics

Jigar Ka Dard Badhta Lyrics Lyrics

“Jigar Ka Dard Badhta” Song Details:

Movie: Street Singer (1966)
Singer(s): Mohammed Rafi, Sharda Rajan Iyengar
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Composer(s): Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director(s): Shankar Singh Raghuvanshi
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Chandrashekhar
Music Label: © Saregama
Starring: David Abraham, Agha, Bela Bose, Chandrashekhar, Helen, Manmohan Krishna, Madan Puri, Keshav Rana, Sarita,K.N. Singh, Sunder
Release on: 30th June, 1966

Kaha suraj kaha main ek jala
Kaha suraj kaha main ek jala
Sitaro se milaya ja raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai

Mohabbat ki kashti mein nadiya
Mohabbat ki kashti mein nadiya
Udashiya beeta ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai

Mujhe tumne kaha pahucha diya hai
Mujhe tumne kaha pahucha diya hai
Ke mujhse aasma sharma raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai

Nigaho se nigahe mil rahi hai
Nigaho se nigahe mil rahi hai
Mera dil hai ke jhuma ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai

Tere ehsan ka mara hua hu
Tere ehsan ka mara hua hu
Mujhe tum aur mara ja raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai
Nasha ulfat ka chaya ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top