Kasam Se Saari Raat Lyrics

Kasam Se Saari Raat Lyrics Lyrics

“Kasam Se Saari Raat” Song Details:

Movie: Guneghar
Singer(s): Sadhana Sargam, Vinod Rathod
Lyricist(s): Surender Saathi
Composer(s): Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Director(s): Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Genre(s): Romantic
Director(s): Vikram Bhatt
Music Label: © Time Audio
Starring: Mithun Chakraborty, Pooja Bhatt, Atul Agnihotri, Tisca Chopra, Kiran Kumar
Release on: 6th January, 1995

Teri yaad aayi teri yaad aayi
Dil mein hui kuch aisi baat
Kasam se saari raat
Dil mein hui kuch aisi baat
Kasam se saari raat
Teri yaad aayi teri yaad aayi
Teri yaad aayi teri yaad aayi
Dil mein hui kuch aisi baat
Kasam se saari raat
Teri yaad aayi teri yaad aayi
Teri yaad aayi teri yaad aayi

Haal dilo ka aisa hua hai
Hosh zara bhi ab na raha hai
Haal dilo ka aisa hua hai
Hosh zara bhi ab na raha hai
Pyar ka mausam aisa aaya
Nazro ka jaadu dil mein samaya
Dil chaahe ab tera saath
Kasam se saari raat
Teri yaad aayi teri yaad aayi
Teri yaad aayi teri yaad aayi
Dil mein hui kuch aisi baat
Kasam se saari raat
Teri yaad aayi teri yaad aayi
Teri yaad aayi teri yaad aayi

Itna satana achha nahi hai
Yu tadpana achha nahia hai
Itna satana achha nahi hai
Yu tadpana achha nahia hai
Dil ki haalat kaise bataau
Bechaini ko kaise chhupaau
Ab dede haatho mein haath
Kasam se saari raat
Teri yaad aayi teri yaad aayi
Teri yaad aayi teri yaad aayi
Dil mein hui kuch aisi baat
Kasam se saari raat
Teri yaad aayi teri yaad aayi
Teri yaad aayi teri yaad aayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top