Main Bewafa Nahin Hoon Lyrics

Main Bewafa Nahin Hoon Lyrics Lyrics

“Main Bewafa Nahin Hoon” Song Details:

Movie: Meri Mohabbat Mera Naseeba (1995)
Singer(s): Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyricist(s): Sameer
Composer(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Genre(s): Sad
Director(s): Kamal Sahni
Music Label: © Prism Audio
Starring: Mohnish Bahl, Ravi Behl, Shafi Inamdar, Saanchi
Release on: 1st January, 1991

Main bewafa nahin hoon
Kaise tujhe batau
Main bewafa nahin hoon
Kaise tujhe batau
Afsana baebsi ka
Kaise tujhe sunau
Main bewafa nahin hoon
Kaise tujhe batau

Ek bewafa se maine
Ummid e wafa ki thi
Ek bewafa se maine
Ummid e wafa ki thi
Main na samjh thi ya rab
Maine ye khata ki thi
Ek bewafa se maine
Ummid e wafa ki thi

Tujhko pata nahin hain
Tune ye kya kaha hai
Tujhko pata nahin hain
Tune ye kya kaha hai
Majburiyo ko meri
Tune jafa kaha hai
Jakhmi hai dil ki dhadkan
Kaise tujhe dikhau
Main bewafa nahin hoon
Kaise tujhe batau

Kaise batau mujhpe
Ehsan kya kiya hain
Kaise batau mujhpe
Ehsan kya kiya hain
Meri wafa ke badle
Aasu mujhe diya hain
Mere dil ne aaj jana
Main kisko chahti thi
Ek bewafa se maine
Ummed e wafa ki thi
Main na samjh ke ya rab
Maine ye khata ki thi
Main bewafa nahin hoon
Kaise tujhe batau
Afsana bebasi ka
Kaise tujhe sunau
Main bewafa nahin hoon
Kaise tujhe batau.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top