Main Chalna Bhool Gaya Lyrics

Main Chalna Bhool Gaya Lyrics Lyrics

“Main Chalna Bhool Gaya” Song Details:

Movie: Teen Thay Bhai (2011)
Singer(s): Kirti Sagathia, Mohit Chauhan, Suzanne D’Mello, Viviane Chaix
Lyricist(s): Gulzar
Composer(s): Ranjit Barot, Sukhwinder Singh
Music Director(s): Ranjit Barot, Sukhwinder Singh
Genre(s): Funny
Director(s): Mrigdeep Singh Lamba
Music Label: © Sony Music
Starring: Om Puri, Shreyas Talpade, Deepak Dobriyal, Ragini Khanna, Om Prakash, Yograj Singh
Release on: 15th April, 2011

Daayaan peyr uthaata hun
To baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun
To daayaan uth jaata hai
Daayaan peyr uthaata hun
To baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun
To daayaan uth jaata hai

Daayaan peyr uthaata hun
To baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun
To daayaan uth jaata hai
Haath pakar lo yaaro mera,
Main chalna bhool gaya
Main chalna bhool gaya

Sar par kab se ghoom raha hai,
Aasmaan beemaar hai kya
Ghar waale sab ghar pe hain,
Chutti hai, itwaar? Hai kya?
Sar par kab se ghoom raha hai,
Aasmaan beemaar hai kya
Ghar waale sab ghar pe hain,
Chutti hai, itwaar? Hai kya?
Sar mein moch aai hai shaayad,
Paaon mera murr jaata hai
Daayaan peyr uthaata hun
To baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun to
Haath pakar lo yaaro mera,
Main chalna bhool gaya
Main chalna bhool gaya

Baraf pe gir ke uthta hun
To sharam sharam si lagti hai
Naram naram to hai lekin
Kuch garam garam si lagti hai
Baraf pe gir ke uthta hun
To sharam sharam si lagti hai
Naram naram to hai lekin
Kuch garam garam si lagti hai
Bhaaiyo, behno…..
Bhaaiyo, behno! Baat karun
To dhuwain se munh bhar jaata hai

Daayaan peyr uthaata hun
To baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun
To daayaan uth jaata hai
Haath pakar lo yaaro mera,
Main chalna bhool gaya
Main chalna bhool gaya.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top