Main Ek Adhuri Kahani hoon Lyrics

Main Ek Adhuri Kahani hoon Lyrics Lyrics

“Main Ek Adhuri Kahani hoon” Song Details:

Album/Label: Rainbow (2013)
Singer(s): Sadhana Sargam
Lyricist(s): Dr. Vijay Bhave
Composer(s): Dr. Vijay Bhave
Music Director(s): Dr. Vijay Bhave
Genre(s): Sad
Music Label: © T-Series
Release on: 26th September, 2013

Main ek adhuri kahani hoon
Main ek adhuri kahani hoon
Bin maa ki abhaagi beri hoon
Baabul ki talaash mein phirti hoon
Ghumnaam parivar ki beti hoon
Main ek adhuri kahani hoon

Kabhi gudiya bankar loot gayi
Kabhi gudiya bankar loot gayi
To kabhi nirbhala kehkar fas gayi
Hawas ke bazaar mein
Nilaam huyi hoon
Main ek adhuri kahani hoon
Main ek adhuri kahani hoon

Bin sehnaai o ke dulhan hoon
Bin sehnaai o ke dulhan hoon
Kunwari maa banne wali hoon
Maut ke kuvein mein
Jeevan dhundhu
Main ek adhuri kahani hoon
Main ek adhuri kahani hoon

Main ek ladki main ik aurat
Main ek ladki main ik aurat
Main ik maa bhi hoon
Main ik maa bhi hoon ooo
Main ek adhuri kahani hoon
Main ek adhuri kahani hoon


Jis desh mein maa durga puji gayi
Jis desh mein maa durga puji gayi
Uss desh ki abla looti gayi
Insaniyat ki umeed karun
Insaniyat ki umeed karun
Jaise taise daastaan poori karun
Phir bhi ek adhuri kahani hoon
Phir bhi ek adhuri kahani hoon

Main ek adhuri kahani hoon
Main ek adhuri kahani hoon
Bin maa ki abhaagi beri hoon
Baabul ki talaash mein phirti hoon
Ghumnaam parivar ki beti hoon
Main ek adhuri kahani hoon.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top