“Muskaraate Huye Yun” Song Details:
| Movie: | Bhanwara |
| Singer(s): | Kundan Lal Saigal |
| Lyricist(s): | Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma) |
| Composer(s): | Khemchand Prakash |
| Music Director(s): | Khemchand Prakash |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Kidar Sharma |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | K L Sehgal, Aroonm Kamla Chatterjee, Yakub, Monica Desai, Kesari F |
| Release on: | 1st June, 1944 |
Muskaraate huye yun
Aankh churaaya na karo
Gul khilaate huye yun
Gul khilaate huye yun
Teer chalaaya na karo
Gul khilaate huye yun
Teer chalaaya na karo
Gul khilaate huye yun
Teer chalaaya na karo
Haath dho baithege
Ham dil se kisi din yun hi
Haath dho baithege
Ham dil se kisi din yun hi
In chhalakati huyi
In chhalakati huyi
Aankho se pilaaya na karo
In chhalakati huyi
Aankho se pilaaya na karo
In chhalakati huyi
Aankho se pilaaya na karo
Phut kar rote hai
Raat ko do phaphole dil ke
Phut kar rote hai
Raat ko do phaphole dil ke
Motiyo ko meri jaan
Motiyo ko meri jaan
Thes lagaaya na karo
Motiyo ko meri jaan
Thes lagaaya na karo
Motiyo ko meri jaan
Thes lagaaya na karo
Dil bahalataa hai raqibo kaa
Main jal jata hoon
Dil bahalataa hai raqibo kaa
Main jal jata hoon
Apni mahafil mein hansi
Apni mahafil mein hansi
Meri udhaaya na karo
Apni mahafil mein hansi
Meri udhaaya na karo
Apni mahafil mein hansi
Meri udhaaya na karo.


