“O Ladke Badhte Badhte” Song Details:
| Movie: | Krorepati (1961) |
| Singer(s): | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Shailendra (Shankardas Kesarilal) |
| Composer(s): | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Music Director(s): | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Genre(s): | Love |
| Director(s): | Mohan Segal |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Kishore Kumar, Shashikala, Kum Kum, Alhad Radha Krishnan |
O ladke badhte badhte
Tu to yaha bhi aa gaya
O ladki marzi mere dil ki
Isme kisi ka kya gaya
O ladke badhte badhte
Tu to yaha bhi aa gaya
O ladki marzi mere dil ki
Isme kisi ka kya gaya
Rashte ke paar mai thi khadi
Ho gayi dekha dekhi
Ho gayi dekha dekhi
Bholi najar lad hi padi
Aage ki na sochi
Aage ki na sochi
Ab tum jaha hum bhi waha
O ladke badhte badhte
Tu to yaha bhi aa gaya
O ladki marzi mere dil ki
Isme kisi ka kya gaya
Baaz aayiye mud jayiye
Warna dungi gali
Warna dungi gali
Dar ke agar hum jaye mar
Pahchtaogi aali
Pahchtaogi aali
Dil dijiye ja lijiye
O ladke badhte badhte
Tu to yaha bhi aa gaya
O ladki marzi mere dil ki
Isme kisi ka kya gaya.


