Sada Ke Liye Lyrics

Sada Ke Liye Lyrics Lyrics

“Sada Ke Liye” Song Details:

Album/Label: Love-Ology (1997)
Singer(s): Shaan
Composer(s): Ram Sampath
Music Director(s): Ram Sampath
Genre(s): Playful
Music Label: © Sony Music

Lehron ka safar kinaro se milte hain
Bichhdne yun hi beasar
Tutate hain judte hain
Talash hain us paar ki
Jahan par sama jana ho
Talash hain us paar ki
Jahan milkar bhichhadna na ho
Juthe waade juthe sapno par jiye
Saare rishtye hain bas rishton ke liye
Koi sada mile jo dil mein gunjati rahe
Sada ke liye sada ke liye

Dhundhe yeh nazar
Andhere aashiyano mein ujaale
Hum sham o sahar
Girte hain sambhalte hain
Har mod pr manzil nahin
Thehar jaate hain jaane kyun
Manzil mile to rukte nahin
Mukar jaate hain jaane kyun
Juthe waade juthe sapno par jiye
Saare rishtye hain bas rishton ke liye
Koi sada mile jo dil mein gunjati rahe
Sada ke liye sada ke liye

Har mod pr manzil nahin
Thehar jaate hain jaane kyun
Manzil mile to rukte nahin
Mukar jaate hain jaane kyun
Juthe waade juthe sapno par jiye
Saare rishtye hain bas rishton ke liye
Koi sada mile jo dil mein gunjati rahe
Sada ke liye sada ke liye
Sada ke liye sada ke liye
Sada ke liye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top