Subah Huyi Sham Huyi Lyrics

Subah Huyi Sham Huyi Lyrics Lyrics

“Subah Huyi Sham Huyi” Song Details:

Movie: Elaan
Singer(s): Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyricist(s): Rani Malik
Composer(s): Shyam (Shyam – Surender), Surender (Shyam – Surender)
Music Director(s): Shyam (Shyam – Surender), Surender (Shyam – Surender)
Genre(s): Romantic
Director(s): Guddu Dhanoa
Music Label: © Venus
Starring: Akshay Kumar, Madhoo
Release on: 21st January, 1994

Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya
Pyar mein tere pagal ne ha
Pyar mein tere pagal ne
Har ghadi har pal yaad kiya

Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya
Pyar mein tere pagal ne ha
Pyar mein tere pagal ne
Har ghadi har pal yaad kiya
Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya

Maine kabhi ye socha na tha
Pyar mein aisa bhi hota hai
Maine kabhi ye socha na tha
Pyar mein aisa bhi hota hai
Mai kahi meri jaan kahi
Dil hansta kabhi rota hai
Sang tumhare bite mere

Kal ne tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya

Chalne lage jab thandi hawa
Tham ke dil rah jau main
Chalne lage jab thandi hawa
Tham ke dil rah jau main
Apna milan ho jaldi
Hath dua mein uthau main


Mahki baharo me udte aanchal
Me tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya
Pyar mein tere pagal ne ha
Pyar mein tere pagal ne
Har ghadi har pal yaad kiya

Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi
Dil ne tujhko yaad kiya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top