Tang Kamre Ghar Bhi Chote Lyrics

Tang Kamre Ghar Bhi Chote Lyrics Lyrics

“Tang Kamre Ghar Bhi Chote” Song Details:

Album/Label: Shagufta (1988)
Singer(s): Pankaj Udhas
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Pankaj Udhas

Tang kamre ghar bhi chote
Kyaa hawa taaza lage
Tang kamre ghar bhi chote
Kyaa hawa taaza lage
Hum chale jitana bhi jhukkar
Sar ko darwaaza lage
Tang kamre ghar bhi chote
Kyaa hawa taaza lage
Tang kamre ghar bhi chote

Kyaa hain tufaan
Kyaa hain baarish
Aandhiyan hoti hain kyaa
Kyaa hain tufaan
Kyaa hain baarish
Aandhiyan hoti hain kyaa
Aandhiyan hoti hain kyaa
Gaas ki chhat mein raho to
Phir ye andaaza lage
Gaas ki chhat mein raho to
Phir ye andaaza lage
Hum chale jitana bhi jhukkar
Sar ko darwaaza lage
Tang kamre ghar bhi chote
Kyaa hawa taaza lage
Tang kamre ghar bhi chote

Jab karein sadko pe majdoori
Abhagan ladkiyan
Jab karein sadko pe majdoori
Abhagan ladkiyan
Abhagan ladkiyan
Pyari pyari soorato pe
Dhool ka raaza lage
Pyari pyari soorato pe
Dhool ka raaza lage
Hum chale jitana bhi jhukkar
Sar ko darwaaza lage
Tang kamre ghar bhi chote
Kyaa hawa taaza lage
Tang kamre ghar bhi chote

Daste tanhaai mein kaash
Chhodke woh kyaa gaye
Daste tanhaai mein kaash
Chhodke woh kyaa gaye
Chhodke woh kyaa gaye
Bikhra bikhara zindagi ka
Apni shree aazaad lage
Bikhra bikhara zindagi ka
Apni shree aazaad lage
Hum chale jitana bhi jhukkar
Sar ko darwaaza lage
Tang kamre ghar bhi chote
Kyaa hawa taaza lage
Tang kamre ghar bhi chote

Hum chale jitana bhi jhukkar
Sar ko darwaaza lage
Tang kamre ghar bhi chote
Kyaa hawa taaza lage
Tang kamre ghar bhi chote.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top