Tanha Dil Lyrics

Tanha Dil Lyrics Lyrics

“Tanha Dil” Song Details:

Album/Label: Bhool Ja
Singer(s): Shaan
Composer(s): Shaan
Music Director(s): Shaan
Genre(s): Love
Music Label: © Virgin Records
Starring: Shaan

Aankhon mein sapne liye
Ghar se hum chal to diye
Jaane yeh raahein
Ab le jaayengi kahan
Mitti ki khushboo aaye
Palkon pe aansu laaye
Palkon pe reh jaayega
Yaadon ke jahan
Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
Chalna akele hai yahan
Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
Tanha dil

Dilkash nazaarein dekhe
Jhilmil sitaarein dekhe
Aankhon mein phir bhi
Tera chehra hai jawaan
Kitni barsaatein aayi,
Kitni saugaatein laayi
Kaanon mein phir bhi
Goonje teri hi sada
Maane kiye the
Apna hoga aashiyaan
Waado ka jaane hoga kya
Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
Tanha dil
Tanha dil

Aankhon mein sapne liye
Ghar se hum chal to diye
Jaane yeh raahein
Ab le jaayengi kahan
Mitti ki khushboo aaye
Palkon pe aansu laaye
Palkon pe reh jaayega
Yaadon ke jahan
Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
Chalna akele hai yahan
Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar
Tanha dil, tanha dil, tanha dil
Tanha dil, tanha dil.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top