Tanhaiyaan Lyrics

Tanhaiyaan Lyrics Lyrics

“Tanhaiyaan” Song Details:

Album/Label: Aksar 2 (2017)
Singer(s): Amit Mishra
Lyricist(s): Sayeed Quadri
Composer(s): Mithoon
Music Director(s): Mithoon
Genre(s): Love, Sad
Director(s): Ananth Narayan Mahadevan
Music Label: © Doobi Doo Production
Starring: Lillete Dubey, Denzil Smith, Zarine Khan

Tanhaiyaan tune kyun di hai bewajah re
Rusvaiyaan tune kyun di hai bewajah re
Behchaniyaan tune kyun di hai bewajah re
Khamoshiyaan tune kyun di hai bewajah re

Un raaton ko main bataunga kya
Jin raaton mein tu meri baahon mein tha
Un shaamo ko main samjhaunga kya
Jin shaamo mein tu mujhe milta raha

Miloge jo phir se toh ehsaan ho
Hai chahat yehi ab hai hasrat yehi

Tanhaiyaan tune kyun di hai bewajah re
Rusvaiyaan tune kyun di hai bewajah re
Behchaniyaan tune kyun di hai bewajah re
Khamoshiyaan tune kyun di hai bewajah re

Tanhaiyaan tune kyun di hai bewajah re
Rusvaiyaan tune kyun di hai bewajah re..


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top