Tum Jab Jab Samne Aate Ho Lyrics

Tum Jab Jab Samne Aate Ho Lyrics Lyrics

“Tum Jab Jab Samne Aate Ho” Song Details:

Movie: Parde Ke Peechhey (1971)
Singer(s): Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Rajendra Krishan
Composer(s): Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director(s): Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Genre(s): Romantic
Director(s): K. Shankar
Music Label: © Saregama
Starring: Vinod Mehra, Yogeeta Bali, Pran, Bindu

Tum jab jab samne aate ho
Mere tan mein
Mere tanb mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum jab jab samne aate ho
Mere tanb mein
Kuchh kuchh hota hai

Tum aisi baate karte ho
Mere mann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum aisi baate karte ho

Kuchh chehre aise hote hai
Jo apne apne lagte hai
Jo pichhe sach ho jate hai
Jo pahle sapne lagte hai
Jo pahle sapne lagte hai
Tum jab jab aankh milate ho
Mere man mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum jab jab samne aate ho

Tum aise takte ho mujhko
Palke meri jhuk jati hai
Tum hath pakadte ho mera
Sanse meri ruk jati hai
Sanse meri ruk jati hai
Tum sharama ke chup jate ho
Mere tann mein
Mere tann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum sharama ke chhup jate ho
Mere tann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum aisi baate karte ho

Tum puchho apni aankho se
Kyu apna dil kho baithe
Main bhuli sari duniya ko
Jo pas tumhare hu baithi
Jo pas tumhare hu baithi
Tum kaisi aag lagate ho
Mere mann mein
Mere mann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum kaisi aag lagate ho
Mere mann mein
Kuchh kuchh hota hai


Tum jab jab samne aate ho
Mere tann mein
Mere tann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum jab jab samne aate ho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top