“Tum Kis Liye Ho Bekarar” Song Details:
| Movie: | Pehla Nasha |
| Singer(s): | Sadhana Sargam, Vinod Rathod |
| Lyricist(s): | Anand Bakshi |
| Composer(s): | Neeraj Vora, Uttankk V. Vorra |
| Music Director(s): | Neeraj Vora, Uttankk V. Vorra |
| Genre(s): | Dance |
| Director(s): | Ashutosh Gowariker |
| Music Label: | © Tips Music |
| Starring: | Deepak Tijori, Pooja Bhatt, Raveena Tandon, Paresh Rawal |
| Release on: | 13th August, 1993 |
Aaja aaja aaja aaja…
Deewaano parwaano sunake
Yeh fariyaad main aa gayi hoon
Tumane kiya yaad
Main aa gayi hoon
Sunake yeh fariyaad
Main aa gayi hoon
Tumane kiya yaad
Main aa gayi hoon
Tum kis liye ho bekaraar,
Dil thaam ke baithe ho yaar
Agar yeh hai pyaar toh phir karo
Agar yeh hai pyaar
Toh phir karo intzaar
Tum kis liye ho bekaraar,
Dil thaam ke baithe ho yaar
Agar yeh hai pyaar toh phir karo
Agar yeh hai pyaar
Toh phir karo intzaar
Are yeh dard-e-dil hai cheej kya,
Kisako khabar kisako pata
Haan iss dard ki kya hai dawa,
Iss dard mein tadapo jara
Sunake yeh fariyaad
Main aa gayi hoon
Tumane kiya yaad
Main aa gayi hoon
Aa jayega dil ko karaar,
Dil thaam ke baithe ho yaar
Agar yeh hai pyaar toh phir karo
Agar yeh hai pyaar
Toh phir karo intzaar
Rakh de tere kadamon mein sar,
Kya faayada isase magar
Hey bas mein na ho yeh dil agar,
Kha jaayegi dhoka najar
Sunake yeh fariyaad
Main aa gayi hoon
Tumane kiya yaad
Main aa gayi hoon
Aankhon ka kya hai aitbaar
Dil thaam ke baithe ho yaar
Agar yeh hai pyaar toh phir karo
Agar yeh hai pyaar
Toh phir karo intzaar.


