Ye Shaam Ki Tanhayiyan Aise Lyrics

Ye Shaam Ki Tanhayiyan Aise Lyrics Lyrics

“Ye Shaam Ki Tanhayiyan Aise” Song Details:

Movie: Aah
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Composer(s): Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director(s): Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Genre(s): Sad
Director(s): Raja Nawathe
Music Label: © Saregama
Starring: Raj Kapoor, Nargis
Release on: 22nd March, 1953

Yeh shaam ki tanhayiyaan aise mein tera gham
Yeh shaam ki tanhayiyaan aise mein tera gham
Patte kahi khadke hawa aayi toh chaunke hum
Patte kahi khadke hawa aayi toh chaunke hum
Yeh shaam ki tanhayiyaan aise mein tera gham

Jis raah se tum aane ko the, jis raah se tum aane ko the
Usake nishaan bhi mitane lage
Usake nishaan bhi mitane lage
Aaye na tum sau sau dafa aaye gaye mausam
Aaye na tum sau sau dafa aaye gaye mausam
Yeh shaam ki tanhayiyaan aise mein tera gham

Sine se laga teri yaad ko, sine se laga teri yaad ko
Roti rahi main raat ko, roti rahi main raat ko
Haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam
Haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam
Yeh shaam ki tanhayiyaan aise mein tera gham
Yeh shaam ki tanhayiyaan aise mein tera gham.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top